Rani tu ma raja lyrics - Mika Singh, Bhavya Pandit, YO YO Honey Singh Lyrics

Rani tu ma raja lyrics - Mika Singh, Bhavya Pandit, YO YO Honey Singh Lyrics

Singer: Mika Singh, Bhavya Pandit, YO YO Honey Singh
Music: Himesh Reshammiya

 Tu meri rani, main hoon tera raja

Aaja meri baahon mein aaja
Haan kar de mujhko
Main tere ghar le aaunga (Band baaja)

Milan swayamvar aaj racha ja
Dil ke sheesh mehal mein aaja
Bin pheron ke byaah racha ja
Rani tu main raja
Rani tu main raja

Tujhe dekhun jab jab mera jiya dhadke
Kabhi aag lag jaaye, Kabhi shola bhadke
Bin badra ke jaise bijli kadke
Rani main tu raja
Rani main tu raja
Raja!

O meri Madhubala, tujhko bin varmala
London ghumaunga, ghumaunga Patiala
Ooh la la, ooh la la
Tu chaabi main taala
Aaja ab aa bhi ja
Haay mood bana dilwala

Tujhe dekhun jab jab mera jiya dhadke
Kabhi aag lag jaaye, Kabhi shola bhadke
Bin badra ke jaise bijli kadke
Rani main tu Raja
Rani main tu Raja

Milan swayamvar aaj racha ja
Dil ke sheesh mehal mein aaja
Bin pheron ke byaah racha ja
Rani tu main Raja
Rani tu main Raja

I have been mine, now is yours
Karenge hum enter, of course
Pyar ki hogi nayi shuruaat
Phir yaad rakhegi tu ye raat



 

Reactions

Post a Comment

0 Comments